Best 30+ 2 Line Motivational Shayari In Hindi


Two lines of poetic inspiration can transform your entire day. In a world where motivation often feels elusive, 2 line motivational shayari offers a refreshing burst of encouragement that resonates deeply with our experiences.

This article delves into the power of concise, impactful verses that not only uplift the spirit but also ignite the drive to pursue our dreams. By exploring various Shayari, you’ll discover how these short yet powerful expressions can serve as daily reminders to stay focused and inspired.

2 Line Motivational Shayari

No 1:

Mita De Apne Hasti Ko Agar Kuch Martaba Chahiye,
Keh Dana Khaak Mein Mil Ker Gul-E-Gulzar Banta Hai.

No 2:

Parwane Ki Manzil Se Bhot Door Hai Jugnu,
Kiyun Aahish Be Sooz Peh Mazoor Hai Jugnu.

No 3:

Dil Murda Dil Nahi Hai, Isy Zinda Ker Doubara,
Keh Yahi Hai Umatun Ke Maraz Kehn Ka Chara.

No 4:

Marne Wale Marte Hain Laiken Fana Hote Nahi,
Yeh Haqeeqat Mein Kabhi Hum Se Juda Hote Nahi.

No 5:

Hum Ko Mita Sake Yeh Zamana Mein Dum Nahi,
Hum Se Zamana Khud Hai Zamane Se Hum Nahi.

No 6:

motivation shayari
motivation shayari

Tumhari Asal Hasti Tumhari Soch Hai,
Baqi Toh Sirf Hadiyan Aur Khali Ghost Hai.

No 7:

Tujhe Teri Auqat Ka Us Din Pata Chale Ga Aye Insan,
Jab Log Tujh Peh Mati Daal Ker Hath Bhi Tujh Peh Jhadein Gay.

No 8:

Muqadar Jin Ke Onche Aur Aala Bakht Hote Hain,
Zindagi Mein Unhi Ke Imtihan Bhi Sakht Hote Hain.

Motivational Shayari in Hindi

No 1:

Shakhon Se Toot Jayein Wo Patey Nahi Hain Hum,
Aandhi Se Koi Keh De Keh Auqat Mein Rahe.

No 2:

Zindagi Mein Kabhi Kabhi Koi Mil Jata Hai,
to Maloom Padta Hai Ke Kiya Paya,
Laiken Jab Woh Chala Jata Hai,
to Maloom Padta Hai Ke Kiya Khoya.

No 3:

Waqat Ki Shakh Ko Tod Ker Lane Ka Honar Rakhte Hain,
Aye Zindagi Hum to Ghum Mein Bhi Muskurane Ka Honar Rakhe Hain,
Itni Asani Se Nahi Tod Paye Ga Waqat Humein,
Hum to Bikhar Ker Sunwar Jane Ka Honar Rakhte Hain.

No 4:

जुनून मोटिवेशनल शायरी
जुनून मोटिवेशनल शायरी

Zindagi Mein Kuch Hadse Aise Hote Hain Ke,
Insan Bach to Jata Hai Magar Zinda Nahi Rehta.

No 5:

Jab Aankhon Mein Armaan Liya Manzil Ko Apna Maan Liya,
Phir Mushkil Kya Aur Asan Kya Bas Thaan Liya Toh Than Liya.

Also Read: 2 Line Love Shayari in Hindi

जुनून मोटिवेशनल शायरी

No 1:

Rah Sanghrash Ki Jo Chalta Hai Wahi Ek Din Duniya Badalta Hai,
Jis Ne Raaton Se Hai Jang Jeeti Suraj Ban Ker Wahi Nikalta Hai.

No 2:

सायरी मोटिवेशन
सायरी मोटिवेशन

Ja Dekha Duniya Ko Mujh Ko Kya Dekhata Hai Garoor,
Tu Samandar Hai Toh Ho Main Toh Magar Piyasa Nahi.

No 3:

Zindagi Ne Do Baatein Zaroor Sikha Di Hain,
Ak Apne Aap Mein Khush Rehna Aur Dosra,
Apne Rab Ke Siwa Kisi Se Koi Umeed Na Rakhna.

सायरी मोटिवेशन

No 1:

Mehnat Aisi Ker Keh Kisi Ne Aaj Tak Ki Na Ho,
Phir Dekhna Tujhe Mile Ga Woh Sab Jo Aaj Tak Kisi Ko Na Mila Ho.

No 2:

Ladkon Ko Sab Se Ziyada Bura Tab Lagta Hai,
Jab Ladkon Ko Pata Chalta Hai Keh Bina Paison Ke,
Humein Na Izzat Mile Gi Samaj Mein,
Aur Na Hi Piyar Mile Ga.

No 3:

Khud Ki Qabiliyat Per Bharosa Ker,
Jo Ghalti Aaj Ki Hai Uss Se Sekh Aur Aagay Badh,
Khud Ko Samajha Aur Apne Maqsad Per Dhiyan De,
Yunhi Beith Ker Khud Ko Na Kosah Ker.

No 4:

Yeh Dukh Yeh Dard Yeh Sab Tere Andar Hain,
Tu Apne Banaye Howe Pinjare Se to Nikal,
Tu Bhi Aik Sikandar Hai.

मेहनत शायरी दो लाइन

No 1:

Sitaron Se Agay Jahan Aur Bhi Hain,
Abhi Ishq Ke Imtihan Aur Bhi Hain
Agar Kho Gaya Ek Nasheman Toh Kya Ghum,
Maqamat-E-Aah O Fagaan Aur Bhi Hain,

No 2:

Safar Mein Dhoop Toh Hogi, Jo Chal Sako Toh Chalo,
Sabhi Hain Bheed Mein, Tum Bhi Nikal Sako Toh Chalo,
Kisi Ke Waste Raahein Kahan Badalti Hain,
Tum Apne Aap Ko Khud Hi Badal Sako Toh Chalo,

No 3:

Manzil Se Agay Badh Ker Manzil Talash Ker,
Mil Jaye Tujh Ko Darya Toh Samandar Talash Ker,
Her Shaks Jal Raha Hai Adawat Ki Aag Mein,
Iss Aag Ko Bujha De Woh Paani Talash Ker,

No 4:

Umar Ka Badhna to Dastoor Jahan Hai,
Mehsoos Na Karein to Badhti Kahan Hai,
Umar Ko Agar Harana Hai to Shauq Zinda Rakhiye,

No 5:

Uljhanein Badhti Gayi Main Jhelta Raha,
Waqt Ne Maidan Mein Utara Main Khelta Raha,
Log Kehte Rahe to Pagal Ho Jayega Aur Mein Sunta Raha,
Logon Ki Baaton Ko Man Mein Dabaye Main Apne Sapne Bonta Raha,

Conclusion

In the world of challenges and aspirations, a few heartfelt lines can ignite a flame of motivation within us. 2 line motivational shayari encapsulates profound thoughts in a compact form, reminding us of our potential and the beauty of perseverance.

These couplets resonate with the essence of hope, encouraging us to rise above our struggles and chase our dreams. Let these poetic expressions inspire you to embrace your journey with courage and determination.

 


Leave a Comment