Some of the finest utterances of heartbreak may be read in the breakup poetry in Urdu. It is a very special genre as it not only embodies strong emotions but also cultural shades that make it complex and multifaceted.
We shall explore the stirring lines which sum up sorrow and desire in the ensuing passages, the work of the ancient and modern poet. You should be ready to dive into a world where suffering serves as art that can provide you with beneficial experiences related to yourself.
Breakup Poetry in Urdu

No 1:
Tark e Ulfat Sa Qismat Ka Likha Mitt Na Saka
Wohi Afsurdgi e Sham o Sehar Aj Bhi Hai
No 2:
Teray Kehny Pa Chora Hai Tujhay
Zamany Sa Na Kehna Bewafa Hun
No 3:
Meray Qissay sar-e-bazar uchaly isne
Jiska har aib zamany se chupaya main nay
No 4:
Koi Nahi Yaad Karta Wafa Karny Walon Ko
Meri Mano Bewafa Ho Jao Zamana Yaad Rakhy Ga
No 5:
Kal Daikh Liya Usay Shehar Main Hasta Basta
Woh To Kehta Tha Bichary Ga To Mar Jaye Ga
No 6:
Aqal Nay Tark e Taluq Ko Qanimat Jana
Dil Ko Badlay Howy Halat Pay Rona Aya
No 7:
Khuda Ki Marzi Bol Kar Mujh Say Bichar Gaya
Aik Shakhs Khuda Ka Naam Par Faraib Kar Gaya
No 8:
Kia Shakhs Tha Jiss Na Qayamat Kardi
Raat Bhar Jagna Meri Adat Kardi
No 9:
Mere lye tw ye bhi aziyat ki baat thi
Tjh ko bhi hal-e-dil sunana para mjh ko
No 10:
Koi mar jaye tw sabar ajata hai
Bichar jaye tw kyu nahi aata
Deep Breakup Poetry in Urdu
No 1:
Yeh Bhi Ik Tamasha Hai Ishq o Mohabbat Main
Dil Kisi Ka Hota Hai Aur Bus Kisi Ka Chalta Hai
No 2:
Hum Nay Kata Ha Hijr Ki Musafton Ka Safar
Hamain Maloom Ha Parindon Ka Bicharna Kia Ha?
No 3:
Meray Halaat Pay Muskaraty Ho Sahib
Bad Dua Hai Tumhain Bhi Ishq Ho Jaye
No 4:
Murshid Hamara Khaab e Mohabbat Bikhar Gaya
Murshid Woh Aik Shakhs Bhi Badal Gaya
No 5:
Naseeb Sa Haar Gye Warna
Mohabbat Donu Ki Sachi Thi
No 6:
Tjh say kch mangny nahi aya
Mera maqsad faqt ziyarat hai
No 7:
Chala Tha Zikar Zamany Ki Bewafai Ka
So Agaya Ha Tumahara Khyal Wesay Hi
No 8:
Zikr e Shab e Faraq Say Nafrat Usay Bhi Thi
Meri Tarha Kisi Say Mohabbat Usay Bhi Thi
No 9:
Lagta Ha Abhi Dil Na Taluq Nahi Tora
Yeh Ankh Tery Naam Pa Bhar Ati Ha Ab Bhi
No 10:
Aya Tha Aik Shakhs Meray Dard Bantany
Rukhsat Howa To Apna Bhi Gham Mujhy Da Gaya
Heartfelt Breakup Poetry

No 1:
Kash Yeh Dil Apny Ikhtiar Main Hota
Na Kisi Ki Yaad Ati Na Kisi Say Pyar Hota
No 2:
Tum Na Kaha Tha Har Sham Tera Haal Pocha Karain Gy
Tum Badal Gye Ho Ya Tery Shehar Main Ab Sham Nahi Rahi
No 3:
Usky Youn Tark e Mohabbat Ka Sabab Ho Ga Koi
Ji Nahi Yeh Manta Woh Bewafa Pehlay Say Tha
No 4:
Main Na Parkha Ha Apni Syah Bakhti Ko
Main Jisay Apna Keh Dun Woh Phir Mera Nahi Rehta
No 5:
Jin Kay Janay Sa Jaan Jati Thi
Hum Na Unko Bhi Jatay Dekha Hai
No 6:
Choro, Wazahat Mukhtasir Karty Hain
Majboryan Tab Hi Ati Hain, Jab Dil Bharty Hain
No 7:
Teri Hi Yaad Main Guzar Jati Hai
Woh Jisay Log Raat Kehtay Hain
No 8:
Ayain Gy Yaad Tujhy Hum Be Intaha
Teray Apny Hi Faislay Tujhay Bohat Rulain Gy
No 9:
Zindgi Kis Tarha Basar Ho Gi?
Dil Nahi Lag Raha Mohabbat Main
No 10:
Ab Nahi Raha Intazar Kisi Ka
Jo Hon Khud Kay Lye Hon
Also Read: Best 70+ 2 Lines Deep Urdu Poetry – 2025
Emotional Breakup Quotes in Urdu
No 1:
Taluq Ha Na Ab Tark e Taluq
Khuda Janay Yeh Kaisi Dushmani Ha
No 2:
Daikha Mujhy To Tark e Taluq Ka Bawajood
Woh Muskra Dia Yeh Hunar Bhi Ussi Ka Tha
No 3:
Akaily Hi Guzarti Ha Zindgi Pyaray
Log Tasalyaan To Detay Hain Magar Sath Nahi
No 4:
Wada Tha Toot Gaya, Nasha Tha Utar Gaya
Dil Tha Bhar Gaya, Insan Tha Badal Gaya
No 5:
Roz thakta hu kr kay murammat apni
Roz aik nuqs naya mjh mai nikal ata hai
No 6:
Yeh Baat Tark e Taluq Ka Baad Hum Samjhy
Kisi Say Tark e Taluq Bhi Ik Taluq Hai
No 7:
Meri Madhoshiyan bhi jaaiz thi
Wo Saara sharab jesa tha
No 8:
Kabhi yak ba yak tawajah kabhi dafatan tagaful
Mjhe azma rha hai koi rukh badal badal kr
No 9:
Marta tha jo har dum tjh pay
sada afsoos ab wo dil nahi rha
No 10:
Nahi ha humara haal Kch tmhary haal say alg
Bus frq itna hai Tum yaad krty hu hum bhool nahi paaty
Goodbye Breakup Quotes in Urdu

No 1:
Is baar rothegy nahi
Is baar bhuladegy the
No 2:
Hain na mjhe galat fehmia
Tjhe jab bhi smjha apna smjha
No 3:
Ye Ahl-e- Ishq Ajeeb nafsiyat rkhty hai
Kay dard sir mai hai aur dil pay hath rkhty hain
No 4:
Koi kitna hi khush mizaaj kyu na hu
Rula deti hai kisi ki kami kbhi kbhi
No 5:
Ye shikayat nahi tajurba hai janab
Qadar walo ki koi qadar nahi krta
No 6:
Kabhi arsh par kbhi frsh par kabhi iskay dar Kabhi dr badr
gham-e-ashiqi tera shukrya Main kaha kaha se guzar gya
No 7:
Aansuon mein bhi tera chehra dikhayi deta hai
Tu gaya zaroor hai, par dil se gaya nahi
No 8:
Apni be qadri ki had ki thi
Hum mayasar they aesy weso ko
No 9:
Jis raat tu khwab se bhi chala gaya
Us din neend ne bhi mujh se rishta tod diya
No 10:
Ab na koi shikwa hai, na gila tumse
Bas ek khali sa dil hai, jo bhar nahi sakta
Conclusion
Breakup poetry in Urdu is a pipe of sad release of the stormy feelings which are usually present when the relationship is over. The language heritage of Urdu enables poets to replicate words which touch on heartache and loss.
Writers give the readers a clue to the inner world of their feelings and provide the readers with a feeling of connection and empathy. This genre does not only justify the feelings of the reader, but also promotes healing by expressing himself through art.
