Sometimes in life, words can say nothing, but the heart has its injuries, which are in need of an outlet. During these periods, poetry is the voice of soul. Painful sad heart touching shayaris are not lines of a paper but rather an expression of sleepless nights, promises that were not fulfilled and unspoken goodbyes.
Every line is burdened with the feelings of longing, every rhyme is the narration of the love that was lost. These shayaris are something which join up what we feel and what we cannot express, and which give solace to the hearts who suffer in silent pain.
Painful Sad Heart Touching Shayaris

No 1:
Ye waqt ki kaisi hawa chali
Na yaar raha, na us ki gali
No 2:
Ek umar guzar ane tab maloom hua
Is tarah jeene ka to irada hi nahi tha
No 3:
Ek bhook ke dastak dene par
Saare aqeede ghara aya hoon
No 4:
Aise jayenge ke tere shehar mein hum
Gardish-e-waqt ke maare bhi nahi aayenge
No 5:
Mar gaye hum khuli rahin aankhein
Ye mere intezar ki had thi
No 6:
Jab kabhi gardish-e-ayyam ne humein sataya
Hum ne teri zulf-e-pareshan ko bohot yaad kiya
No 7:
Humein tajalli-e-yameen se wasta kya tha
Hue the mehve nazara teri khushi ke liye
No 8:
Meri tanhai se sabaq seekho
Mohabbat azaab deti hai
No 9:
Kisi ne di aakar khabar ke tum aa rahe ho
Itna kya charaghan ke ghar tak jala diya
No 10:
Shab-e-firaq jo aankhon mein ashk aaye the
Woh jaam ban gaye alam ki tishnagi ke liye
Deep Heart Touching Poetry
No 1:
Pocha gharon mein khidkiyan kyun khatam ho gayin
Boli woh jhaankne wale nahi rahe
No 2:
Tere fareb tabassum mein aa gaya hai azeez
Warna dil mera kya kam tha dill lagi ke liye
No 3:
Ye bewafa logon se tanhai khoob hoti hai
Is mein khatra nahi hota kisi ke chor jane ka
No 4:
Umar meri mere sath basar qun na hui
Baal safed huay aur mujhe khabar tak na hui
No 5:
Umar bhar yun hi ghalti karte rahe
Dhul chehre pe thi hum aina saaf karte rahe
No 6:
Woh baat jo lafzon mein keh na saka,
Aaj tak aankhon mein nam reh gayi
No 7:
Tum mile the ek khwab ki tarah,
Ab juda ho gaye ho kisi saza ki tarah
No 8:
Tanhaai mein baithi roti hai rooh meri,
Aur log kehte hain waqt har zakhm bhar deta hai
No 9:
Tujhse bichhad kar bhi tujhi se juda na ho paye,
Dil ne har dafa tujhe hi chaha, chaahe aansu banke aaye
No 10:
Mujh mein kahi tu zinda hai ab tak,
Jab bhi roota hoon, teri hi yaadon mein bheegta hoon
Deep Heart Touching Shayari

No 1:
Kuch yaadein dil se mitti hi nahi,
Har muskurahat ke peechay chhupi hoti hai ek takleef purani
No 2:
Khamoshi se ro liya karte hain hum,
Kyunki samjhne wale ab sawal nahi karte
No 3:
Mohabbat mein jo dard mila, usse dikhaya nahi,
Log hans ke keh gaye, ‘kya zaroorat thi itna chahne ki
No 4:
Log poochhte hain kyu udaas rehta hoon,
Unhein kaise samjhaun, ek shakhs chala gaya zindagi se
No 5:
Waqt guzar gaya par ek cheez wahi ki wahi rahi,
Tera intezaar
No 6:
hasil zindgi , hasart ky swa, kach bi nahi
ya kiya nahi, wo howa nahi, ya mila nahi, wo raha nahi
No 7:
Har dua mein maanga tha jise,
Wahi shakhs aaj duaon se door kar gaya
No 8:
ussy dhondta hon mai raat din
woh jo gum howa meri zat mai .
No 9:
Tujhe Yaqeen Q Nahi Aata Meri Wafaa Per
Kis Kis ko Nahi Choora Tujhy Paany Ki Khaatir
No 10:
mazaj mai thodi shaqti laazmi ha
log pi jate sumader agar khara na hota
Also Read: Best 75+ Badmashi Shayari In Hindi | 2025
Life Deep Urdu Shayari in English
No 1:
mujh se nahi kati ya udas raatain
kal suraj sa kahon ga mujhy la kar dobay.
No 2:
bhot khayal rakhty hai wo apany dil ka
idhar nahi lagta to udhar laga laty ha
No 3:
tu hay suraj tujhay malom kaha raat ka dohak
tu kasi roz mary ghar min utr sham ka bad
No 4:
hazaron khawishin asi ka har khawish pa dam niklay
bahot niklay maray arman lakin phir bahi kam niklay
No 5:
or manzar bahi muhiyya thay basart ko
magar mari ankhon na faqt ap ka rastah dekha
No 6:
kon rakhay ga hamay yaad is dour khud garzi mai
haalat asy ha ka logon ko khuda yaad nahi
No 7:
ho rahi hay umar masly barf kam
chupkay chupkay raftah raftah dam badam
No 8:
hajir beta to khado khal salamat thy
magar rang chary ka gaya, hont gulabi na raha
No 9:
be khudi ba sabab nahi ghalib
koch to ha jis ki pardah dari ha
No 10:
kis shahr munafiq mai ya tum agay saghar
ik dojay ki har shaqis khata dhond raha ha
Life Deep Poetry in Urdu

No 1:
ha na mujhy ghalat fahamiyan ?
tujhay jab bahi likha, apna likha
No 2:
harat ha ke taleem wa taraqi mai ha paichy
jis qom ka aghaz hi iqra sa howa tha
No 3:
ab mot se kaho ham se sulah kar le ghalib
woh shaqs hi badal gaya jis ke liya ham zindaha thay
No 4:
mai bi bahot ajeeb hon itna ajeeb hon
kah bas khud ko tabah kar liya or malal bi nahi
No 5:
Uss Nay Paikar Main Na Dhalny Ki Qasam Khaayi Hay
Aur Mujhe Shooq-e-Mulaqaat Liye Phirta Hay
No 6:
Main Khud Heraan Houn Apny Sabar Ki Entihaa Dekh Kar
Tum Ny Yaad Karna Choora Diya Main Ny Intizaar Krna Nahi
No 7:
Adab Kijiye Hamaari Khaamoshi Ka
Sab Ki Auqaat Chupaaye Phirty Hain
No 8:
Taaveez Likh K Deta Tha Jo Umar Taveel Ky
Aaamil Woh Khud Bechara Jawaani Main Mar Gya
No 9:
Main Tehar Gaya, Wo Guzar Gaya
Wo Kiya Guzra, Sab Tehar Gaya
No 10:
Main Qissa Mukhtasir Na Tha
Warak Ko Jaldi Palatt Gaye Tum
Conclusion
When all the heartaches are over, when all the tears are dry, we understand that there is beauty in pain when it is written in words. Painful sad heart touching shayaris is a reminder to us that although love can hurt, it is also the source of the greatest emotions in us.
They comfort the grieved, they appeal to the desolate and ever remain the eternal cohorts of everyone who has ever loved and lost. Within their depths we do not simply find sadness, but we find strength, healing and the will to get on with life again, one line at a time.
