It does not seem to be a secret that exploring grief in poetry can become one of the most therapeutic actions ever. In this article we will plunge into the world of sad shayari in Hindi English, a special mix that projects the intensity of human feelings.
No matter whether you are trying to get over heartbreak or you need just a little bit of comfort in words, this collection is expected to find a tune with your feelings and comfort you. Get ready to read some soulful lines, which besides expressing pain, also bring about a feeling of connection regarding common experiences.
Sad Shayari in Hindi English
No 1:
Diwane to hum bhi the mohabat main dil jala baithe,
takdir hi apni kuch aise thi ek bewafa se dil laga baithe.
No 2:
Muzhe Maloom Ha Keh Meri Zindagi Ka Gam Kbhi Jane Wale Nhi,
Mai Intezar Krunga Unka Aakhiri Sans Tak Jo Kbhi Aane Wale Nhi,
No 3:
wo pagli samajhti hai ki usne mera dil tod diya
wo ye nahi janti mene wahi dard bayan karke yha hazaro ka dil jeet liya
No 4:
Jodiya To Upper Wala Banata Hai
Wahi Hasata Hai Wahi Rulata Hai
Do Pal Ki Khushiya Dekar
Kisi Ajnabi Se Fir Zindgi Bhar Tadpata Hai.
No 5

Itne badnam ho chuke hum is zamane mein
tume sadiyan lag jayegi humein bhulane mein.
No 6:
Log Kehte Hain Badle-Badle Se Lag Rahe Hai
Humko Zara Koi Aaina To Dikhaye
No 7:
Koi rasta nahi dua ke siva,
Koi sunta bhi nahi khuda ke siva,
Maine zindagi ko kareeb se dekha hai dost,
Mushkil mein koi sath nahi data aansu ke siva.
No 8:
Tumse tumhare bad yahi waasta raha,
Bichade howun mein naam tera dhoondta raha,
Likh to diya ke aaj se tum mere nahi,
Lekin qasam se hath mera kampta raha.
No 9:
Zindagi ki kahani aadhuri si hai,
Dil mein dard ki dastaan bhari si hai,
Gum ke saaye ne saath choda hai,
Dard ke saaye ne har pal moda hai.
No 10:
Kis tarhan chod dun tumhein jaana,
Tum meri zindagi ki adat ho,
Daastan khatam hone wali hai,
Tum meri akhri mohabbat ho.
Sad Shayari in Roman English
No 1:
Mar chuka hai dil, Magar zinda hoon mein,
Zeher jaisi kuch dawaein chahiye,
Pochte hain aap ache to hain,
G mein acha hoon duaein chahiye.
No 2:
Hum jis ko bhi mile hain use arzi mile,
Lekin tujhe mile to tujhe waqi mile,
Duniya mein aur kuch mile ya nahi mile,
Man chaha shaks zindagi mein lazmi mile.
No 3:
Tumse door jane ki himat nahi hai mujh mein,
Aur tumhare pass rahon aisa naseeb nahi mera,
No 4:
Kabhi sochta hoon kay mujhay sochti hogi wo,
Phir sochta hoon kay ye kiya sochta hoon main.
No 5:

Bekar kar deta ha mujhe har aik khaya tera,
Aur aik tu jisy kabhi nahi ata khayal mera.
No 6:
So itna fakhar to ker sakte hain hum khud pe?
Humne jo bhi chaha use hasil kiya,
Yeh piyar mohabbat to kal ki baat hai,
Mein ne ak shaks ko pora pagal kiya hai.
No 7:
Badal lete hain log baat Karne ka tarika galib,
Jab unko hamari zaroorat nahin hoti.
No 8:
Dil mein ho tum dimag ho tum,
Baas ek kami hai ke mere paas nahi ho tum.
No 9:
Jab milo kisi se toh zara door ki yaari rakhna,
Jaan lewa hote hain aksar seene se lagane wale.
No 10:
Aadat insan ko barbad kar deti hai,
Phir chahe woh nashe ki ho kisi insan ki.
Also Read: New 75+ Valentines Day Quotes In Hindi – 2025
Sad Shayari Roman English
No 1:
Khair aaj toh sab uski chamak maan chuke hain,
Woh tab bhi zamane se juda lagti thi humein.
Na kar apne nashe par itna garoor aye sharab,
Tujh se ziada nasha rakhti hai aankhein kisi ki.
No 2:
Kuch toh majboori rahi hogi,
Yoon koi bewafa nahi hota.
No 3:
Taqleef yeh nahi ke mohabbat ho gayi thi,
Dard yeh hai ke ab woh bhulaya nahi ja rha.
No 4:
Waqt ke sath chalo gay samajh jao gay,
Humne piyar mein khoon ka ak ak qatra nichor dya.
No 5:

Bus naseeb se haar gya mein,
Varna iske nae aashiq se haseen hoon main.
No 6:
Wahim se bhi khatam ho jaate hain aksar rishte,
Qasoor har baar galtiyon ka nahi hota.
No 7:
Lafzon mein bhi dimag jaisi salahiyat hoti hai,
Yeh andar se kha jata hain insanon ko.
Dil chodd kar kuch aur hi manga karo humse,
Hum tooti hoi chezo ka tohfa nahi dete.
No 8:
Dil ki ummidon ka hosla to dekho,
Intezar uska hai jisko ehsaas tak nahi.
Raat ki tanhai mein apne man pasand insan ko,
Yaad karte howe dard ka koi muqabla nahi.
No 9:
Hum rah dekhenge teri chahe zamana lag jaaye,
Ya to tu a jaaye ya to ham thikane lag jaaye.
No 10:
Ek khuda hi hai jo sach mein maan jata hai,
Varna yeh insan to jaan lekar bhi razi nahin hota.
Sad Shayari in English Hindi
No 1:
Main tumko apni misal deta hoon,
Ishq zinda bhi chod deta hai.
No 2:
Koi jaanta hai Jinnah ko,
Mujhe ek shaks se azadi chahiye.
No 3:
Ana parast mein jo kisi ko muyassar nahin,
Ek shaks ko khud se ziyada chahta hoon.
Kisi aur ka hath kaise thaam lu,
Woh akela mil gya toh kya javab donga.
No 4:
Har dil ke muqadar mein mohabbat nahi hoti,
Har shaks se har shaks wafa nahi karta.
No 5:

Jab insan ache logo se bhi darne lagay,
Toh samjh jana kisi ne etibar badde saleke se toda hai.
No 6:
Main udasi mein ghira howa larka,
Kisi roz apne kamre se murda milon ga.
No 7:
Agar dekh paate tum meri chahat ki intiha,
Toh hum tumse nahi, tum humse mohabbat karte.
No 8:
Jis ko hum batate hain ke tum humare liye khaas ho,
Wahi shaks humein batata hai yahi toh tumhara wahim hai.
No 9:
Jinki baatein sakoon deti hain,
Unki khamoshi maar deti hai.
No 10:
Dil nahi manta warna mehsoos toh humein bhi ho gya tha ke,
Tumhare dil mein mere liye pehle jaisi jagha nahi rahi.
Sed Shayri in Hindi
No 1:
Dil dukhane ki baat karte ho,
Humne toh piyar karna chod diya.
No 2:
Ak anjan mil gaya tha mujhe, Jaan pechan kar ke chod gaya.
Dil bhot taqleef main hai or taqleef dene wala dil mein,
No 3:
Jissey shikayat hai usi se muhabbat hai,
Mano jo dard hai wahi dawa hai.
No 4:
Ye Pyaar Ka Bhi Alag Dastur Hai Shahab,
Ek Tarfe Se Suru Ho K Bewafai Pr Khatam Hoti Hai !!
No 5:
Koshish To Bahut Ki Magar Unka Sath Na Mila,
Yaado Me Banana Chahta Tha Jinke Liye Ek Kila !!
No 6:
Har Roz Karte Hai Tumhare Laut Aane Ki Tamanna,
Isliye Din Raat Rahne Lage Ab Chaukanna !!
No 7:

Waqt Waqt Pe Jiska Mila Tha Sahara Na Raha,
Kat-ti Thi Zindagi Jiske Sath Ab Wo Gawara Na Raha !!
No 8:
Waqt guzar jata h kahani bankar,
Yaad rah jati h sirf nishani bankar…!!
No 9:
Kuch baate Samjhne se Nahi
Khud par beetne se samjh aati hai.
No 10:
Bheed Bahut Hai Iss Mahobat Ke Shaher Mein,
Ek Baar Jo Bichhda Wo Dobaara Nahi Milta.
Conclusion
It is easy to say that the heart wrenching words that were exuded in Shayari deeply connect with those who are victims of heart break and loss. The combination of Hindi and English enable the authors to cross the language boundaries by introducing various emotions in the verses to a larger number of people.
Every couplet is a reminder of the beauty and agony, which form together in love and life. With these emotional Shayaris, we can not only find a way to console ourselves but also understand that there are people like us.
