Poetry may be a strong means of defiance and individuality. Badmashi shayari in Urdu will always be the ideal tool to express defiance and attitude and resonate with those who do not fear to break the rules. You will find in this article some curious verses, which are full of the mischief and daring.
With us, we will discuss the ways these lines of poetry can give your communication a twist and make your expression of emotion more personal.
Badmashi Shayari in Urdu

No 1:
Har waqt muskurata hoon to samajhte ho kamzor hoon
Kabhi meri aankh mein jhaank ke dekho, maut milegi
No 2:
Lafz mere talwar hain
Aur khamoshi meri bandook
No 3:
Kisi ki mohabbat ne badmash bana diya
Warna hum to masoom log thay
No 4:
Na kabhi jhuka hoon na kisi se darta hoon
Bas Allah se dar lagta hai aur maa se pyar
No 5:
Main thanda zaroor ho gaya hoon
Par aag ab bhi andar zinda hai
No 6:
Tujh se kya takraana jo khud se hi na jeet saka
Main woh hoon jo khud ki barbadi se khelta hai
No 7:
Tere jese kai aaye, kai gaye
Main wahi hoon, jahan tha wahan hoon
No 8:
Kuch es liye bhi khamosh rhta hu
Jab bolta hu to dhajiya ura deta hu
No 9:
Zehar to log dete hain
Hum to nigaahon se hi kaam tamaam kar dete hain
No 10:
Zamana kuch bhi kahe
hum parwah nahi karte
jisay zameer gawara na kare
usay hum salam nahi karte
Badmashi Poetry in Urdu
No 1:
Naam bhi ha
badnam bhi hai
sabse alag pehchan bhi ha
No 2:
Waqt ke sath sirf aadat badli hain
bigray huye hum kal bhi thy
or shareef aj bhi nahi hai
No 3:
Main kya hun wo to ma janta hun
duniya to sirf andaza laga skti ha
No 4:
Mera attitude mera apna ha
jo tere jaison ke liye spna ha
No 5:
Hum waha khare hote hai
jaha lafde baray hote hai
No 6:
Jo chodenga khan ki hasti ko
mita denge uski basti ko
No 7:
kuch log ha jo haamri bat mante nahi
hum unke baap ke baap hai
shayad wo ye bat jaante nah
No 8:
Aukat nahi zamane ki
ke hamein hara sake
ab tak wo paida nahi hua
jo hamare muqably mei aa sake
No 9:
wo log b badmashi dikha rahe hai
jinse santre ki toffe ke badlty papa bulwaya tha
No 10:
Jal mat
barabri kar
Urdu Badmashi Poetry

No 1:
Beta jhulay pay jhool lekin
apni aukat mat bhool
No 2:
Kuch batein log boht jald bhool jatay hai
un mei se ik unki auqat hoti ha
No 3:
Hum se ulajhne ki koshish mat karna
hum har khail ke purane khilari ha
No 4:
Galat kam karte nahi
or kisi ke baap se darte nahi
No 5:
Sher ki tarah jeena hamara kam ha
kisi se darna hamara kam nahi
No 6:
Dushmani hum se soch smajh kar krna
jaha se nikle ho wapis wahi bhej dy gy
No 7:
Hamain Gharaz Nahi Teri Badmashi Se
Hamara Naam Tu Tu Ne Suna Ho Ga
No 8:
Hum badmasho ke bhi badmash hai
Tu kis bhool mei ha beta
No 9:
Meri Dosti Ka Faida Utha Lena Kion Ke
Meri Dushmani Ka Nuqsan Tum Seh Nahi Pao Ge
No 10:
Jab Dil Faqiri Pe Uter Aay Junab
Tu Ulajh Perhty Hain Badshaon Se Bhi Ham
You can also read Best 75+ 2 Line Propose Shayari In Hindi | 2025.
Badmashi Poetry in Urdu Text
No 1:
Teri Badmashi Ka Suraj Chahy Jitna Marzi Bulandi Pe Chamky
Hamari Hadood Mein Chamaka Tu Doob Jaay Ga
No 2:
Je Sekh Gay-o-Thori Jai Badmashi
Te Ae Na Bhol Jana Kh Tuhada Peo Kon Ae
No 3:
Jitna Masoom Chehra Ha
Itni Khupri Khrab Ha
No 4:
Hamain Gharaz Nahi Teri Badmashi Se
Hamara Naam Tu Tu Ne Suna Ho Ga
No 5:
Badmashi Ki Batain Mat Ker Beta
Tumhari Bandok Se Ziada Loog Hamary Andaz Se Darte Hain
No 6:
Aaj Kal Woh Bache Bhi Badmashi Ka Astatus Daal Rahy Hain
Jin Ko Abhi Hifazti Teky Bhi Pory Nahi Lagy
No 7:
Badmashi Tou Hum Marnaye Kaye Baaad Bhi Krain Gaye Dost
Tum Paidal Chlo Gaye Orr Hum Tumharaye Qandhoon Pr
No 8:
Azar Se Bas Gai Sar Bulandi Apni Fitrat Mein
Dobna Tu Aata Hai, Magar Jhukna Nahi Aata
No 9:
Baap Kaye Samna Ayashi Orr Humary
Samnay Badmashi Bhool Kar Bhi Maat Krna
No 10:
Pehly Meyar Tu Bana Lo
Phir Muqbala Bhi Ker Lena
Badmashi Shayari Urdu

No 1:
Dushmno Ki Bheer Main Rasta Bana Kr Chalta Hoon
Yaroon Ka Yaar Hu Isi Liya Sar Otha Kr Chalta Hu
No 2:
Bekhuf Lehjon Mein Kerta Hon Guftago
Khud Sakhta Khudaon Se Darta Nahi Hon Mein
No 3:
Suna Ha Tum Badmashi Ki Batain Bahot Sunaya Kerty Ho
Jab Ham Se Takrawo Ge InShAllah Sudher Jao Ge
No 4:
Bahot Khamoosh Logon Se
Bahot Uljha Nahi Kerty
No 5:
Mujafqat Ki Siasat Ham Kerty Nhi
Aur Mukhalfat Hamari Ke Tum Qabil Nahi
No 6:
Us Ne Kaha Doshmani Ham Se Bahot Mehngi Parhy Gi
Ham Ne Bhi Keh Diya Sasti Tu Ham Sigrat Bhi Nahi Peety
No 7:
Mein Ne Tujhy Muaf Kia Ja Kahin Bhi Ja
Mein Buzdilon Pe Apni Kaman Tanta Nhi
No 8:
Ham Se Teri Badmashi Nahi Chalay Gi Beta
Kion Kh Ham Badmashi Mein Tery Baap Hain
No 9:
Dosti Ne Bagawat Ki Ijazat Hi Nahi De
Warna Tum Ko Ham Zabat Se Leker Makafaty Amal Tak Ke Muani Samjhaty
No 10:
Ishq Bhi Koi Kerny Ki Cheez Hai
Himat Kijy Badmashi Kijy Aur Shadi Kijy
Conclusion
Badmashi shayari in Urdu language can be a strong tool to reveal the unspoken feelings. The complex interplay of words does not only portray the nature of rebellion and defiance but also appeals to the soul of the youth. Being shared either during a conversation or posted on social media, these pieces of shayari may produce a very strong emotional impact and leave a memorable impression.
