There is a silence that speaks louder than words, the kind that wraps around the soul when you’re alone with your thoughts. Alone Shayari in english is a quiet echo of emotions we hide from the world.
In these verses, every line carries the weight of solitude, the ache of longing, and the bittersweet beauty of being alone. Let these words walk beside you in your quietest moments because even in silence, you are heard.
Alone Sad Shayari In English
No 1:
Na Sath Hai Kisi Ka Na Sahara Hai Koi
Na Ham Hain Kisi Ke Na Hmara Hai Koi
No 2:
Zindagi Apni Thi,
Barbad Logon Ne Kar Di
No 3:
Chehre Ki Hasi Se Har Gam Chupao
Bahut Kuchh Bolo Par Kuchh Na Batao
Khud Na Rutho Kabhi Par Sabko Manao
Ye Raz Hai Zindagi Ka, Bas Jeete Jao
No 4:

Phir Se Tere Mehfil Mein Chala Aya Hu
Andaz Wahi H Bs Alfaz Naye Laya Hu
No 5:
Door Rehne Wale Tere Ko Ek Bat Kehna Chahta Hu,
Agar Mera Khyal Aaye To Apna Khyal Rakhna
No 6:
Saza Hume Ye Kaisi Mili Dil Lagane Ki
Ro Rahe Magar Tamnna Thi Muskurane Ki
Apna Dard Kise Dikhau Aye Dost
Dard Bhi Usine Diya Jo Wajah Thi Muskurane Ki
Best Alone Shayari In English Hindi
No 1:
Pyar Me Kisi Ko Khona Bhi Zindagi Hai
Zindagi Mein Ghamo Ka Hona Bhi Zindagi Hai
Yuh Toh Rehte Hai Hamare Hontho Par Muskurahat
Par Chupke Se Kisi Ke Liye Rona Bhi Zindagi Hai
No 2:
Sab So Gaye Apna Dard Apnoo Ko Suna Kar,
Koi Hota Mera Toh Mujhe Bhi Neend Aa Jati.
No 3:
Mujhe Parwah Nahi Apne Kal Ki,
Mein Apna Har Din Akhri Samajh Ke Jita Hoon
No 4:
Main Apni Beqadri Pe Bhot Roya,
Yaar Mein Itna Sasta Toh Na Tha
No 5:

Koi Bhi Mujh Se Khosh Nahi,
Aur Main Khud Se Preshan Hoon
No 6:
Nafrat Nahi Hai Kisi Se,
Bas Ab Koi Acha Nahi Lagta
No 7:
Aur Phir Yun Howa Ke Main Ne Khud Ko,
Mukamal Taur Per Dil Se Badqismat Qabool Kar Liya
No 8:
Hazaron Baatein Dil Mein Chupa Ker,
Ab Khamosh Rehna Pasand Hai Mujhe.
No 9:
Hum Tanhai Mein Baith Ker Rote Hain,
Logon Ne Humein Aksar Hanste Dekha Hai
No 10:
Kise Batau Ke Mujhsa Udas Koi Nahi,
Mein Khush Hoon Aur Mere Aas Pas Koi Nahi
No 11:
Jis Per Guzri Ho Wahi Janta Hai,
Aur Yeh Dil Tasli Se Kahan Manta Hai
Shayari in Hindi English 2 Line
No 1:
Preshan Hoon Uski Yaad Mein Kuch Is Tarah,
Din Ko Dil Nahi Lagta Raat Ko Ankh Nahi Lagti
No 2:
Yaad Karte Hai Tumhe Tanhai Me
Dil Duba Hai Gamo Ki Gehrai Me
Hume Mat Dhundna Duniya Ki Bhid Me
Hum Milenge Tumhe Tumhari Hi Parchai Me
No 3:
Hamari Dastan Use Kaha Kabul Thi
Meri Wafayen Uske Liye Fizool Thi
Koi Aas Nahi Lekin Itna Bata Do
Maine Chaha Use Kya Ye Meri Bhool Thi
Also Read:
2 Line Shayari on Eyes
No 4:
Gulaami Toh Sirf Tere Ishq Ki Thi Baaki Ye Dil
Pehele V Nawab Tha Or Aaj V Hai
No 5:
Tumhein Maloom Bhi Hai Main Tanha Jee Nahin Sakta
Meri Aadat Badalne Tak To Mere Saath Ruk Jao
No 6:
Phir Wohi Raat Wohi Hum Wohi Tanhaai Hai
Phir Har Ik Chott Mohabbat Ki Ubhar Aayi Hai
No 7:
Ye Jhooth Hai Ke Muhabbat Kisi Ka Dil Todati Hai
Log Khud Hi Tut Jaate Hai Muhabbat Karate-karate
No 8:
Phool Dekhte They Janaze Pe Hamesha
Kal Meri Aankhon Ne Phoolon Ke Janaze Dekhein
No 9:
Jaao Dhond Lo Hum Se Ziyada Chahne Wala
Mil Jaye To Khush Rehna
Na Mile To Hum Phir Bhi Tumhare Hai
No 10:
Dil Ka Haal Batana Nahi Aata,
Kisi Ko Yu Satana Nahi Aata,
Aaj Bhi Tumse Baat Karna Chahta Hu,
Magar Baat Karne Ka Bahana Nahi Aata
No 11:
Behte Aashkon Ki Zubaan Nahi Hoti
Lafzon Mein Mohabat Bayaan Nahi Hoti
Mile Jo Pyar To Kadar Karna
Kismat Har Kisi Par Maherban Nahi Hoti
Best Alone Shayari in English
No 1:
Jab Zindagi Samajh Aane Lage Toh,
Pehla Haq Khamoshi Ka Banta Hai
No 2:

Koi Mrta Raha Baat Karne Ko,
Kisi Ko Parwah Tak Na Hui
No 3:
Mera Dil Nahi Lagta Ab Kahein Bhi,
Aisa Lagta Hai Jaise Ab Mout Aane Wali Ho
No 4:
Pyar Mein Kisi Ko Khona Bhi Zindagi Hai
Zindagi Mein Ghamo Ka Hona Bhi Zindagi Hai
Yuh Toh Rehte Hai Hamare Hontho Par Muskurahat
Par Chupke Se Kisi Ke Liye Rona Bhi Zindagi Hai
No 5:
Woh Humse Apni Marzi Se Baat Karte Hai
Aur Hum Bhi Kitne Pagal Hai Ke
Unki Marji Ka Intezar Karte Hai
Alone Shayari In English 2 Line
No 1:
Tere Pyaar Ki Hifazat Kuch Is Tarha Se Ki Humne
Jab Kabhi Kisi Ne Pyar Se Dekha
To Nazre Jhuka Li Humne
No 2:
Jee Toh Chahta Hai Tujhe Cheer Ke Rakh Doon Ae Dil
Na Woh Rahe Tujhme Na Tu Rahe Mujh Me
No 3:
Dil Ke Dard Ko Dil Torne Wale Kya Jana
Pyar Ki Rasmo Ke Yeh Zamane Wale Kya Jane
Hoti Hai Kitni Taklif Kabar Ke Niche
Yeh Upar Se Phool Charane Wale Kya Jane
No 4:
Tanha Rehna To Sikh Liya Humne
Per Khush Na Kabhi Reh Payenge
Teri Duri To Pir Bhi Seh Leta Hai Ye Dil
Per Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge
Conclusion:
Alone Shayari in English serves as a poignant reminder of the deep emotions that solitude can evoke. Each couplet encapsulates the essence of loneliness, transforming it into a form of art that resonates with many.
These verses often reflect not just the pain of isolation but also the beauty found within introspection. In a world that constantly pushes for connection, alone shayari allows individuals to embrace their solitary moments, encouraging self-reflection and personal growth.